Main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon. Main kahan hoon? Boss! Maal pakda gaya. Hato naa! Log kya kahenge. Thairo! Yeh shaadi nahin ho sakti ! Chhod do mujhe, bhagwaan ke liye chhod do Bataao Heere kahan hai ? Kya tum mere bachpan ke bichde bhai ho ? Ab yeh natak band karo. Tum mujhse kitna pyar kar te ho ? Main abhi kunwari hoon. Ahsaan Faraamosh !! Maa, main ab dekh sakta hoon. Tumhe yaad hai wo toofani raat ? Mujhe kuch yaad nahi aa raha hai. Mai kahti hoon, Door ho jaa meri nazron sey Yahan teri izzat bachane koi nahi ayega Main, apka yeh ehsaan kabhi nahi bhul sakta. Pati parmeshwar hota hai. Yeh baraat ab wapas jayegi. Dunyaki koi takat hame juda nahi kar sakti. Kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai Judge sahab, maine khoon nahi kiya. Kash tum mera yakin kar sakti Mein kisi ke muh dikhane kabil nahi rahi Ham barbad ho gaye Tum mujhe achchey lagte ho. Ghar mein jawan beti hai ........ Maa, isne kal meri izzat bachaiee hai Tumhare khyal kitne neech hain Tum mujhe galat samajh rahi ho....kash mein sachchai bata sakta Mai gareeb hoon na , isliye ? Tum kisiki najayaz aulad ho. Tumhari Seema kisi aur ke saat gulcharrey uda rahi hai. Bhagwan mainey tumse aaj tak kuch nahin maanga..... Mai tumhare bina nahin jee sakti Kanoon ke haath bahut lambe hote hein Bhai saheb, yeh dono saath college mein pad tey hain. Rukjao! kanoon ko apne haath mein mat lo Gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey huey.... Muzrim ko ba-izzat bari kiya jaata hai Inspector! Giraftaar karlo issey Ab hum kisi ko muh dikhaane ke layak nahin rahe Agar tumhare yaar ko zinda dekhna chahti ho, to nachna shuru karo. Kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha? Mainey is zameen ko apne khoon sey seencha hai Is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band hein In gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat hai Maine tumhe kya samjha, Aur tum kya nikley! Doctor: Ab Sab oopar waale key haath mein hai Doctor: I'm sorry, hum kuch nahin kar sakey Doctor: Chowbees ghante tak hosh nahin aiya to ..... Agar Maa ka doodh piya hai to saamne aa. Jyaada hoshiayari karne ki koshish maat karna. Munni bai, Thakur saheb aaye hai. Nahin chhodunga tujhe. Jaan sey maar daaloonga. Maa!!, Sab kehte hai ke tum yek vaishya ho ! Bhagwaan pe bharosa rakho. Sab thik ho jaiye ga Woh ek gandi naali ka keeda hai Mera dil dhak-dhak karta hai Ek phooti kaudi nahin doonga Zamaane ne thokar laga-laga ke is dil ko paththar bana diya Kutte! Kamine ! ..... Chudeil! Kide pade tere ..... Boss!, maal versova beach pe theek bara baje aayega Tumne yeh kiya, to mujhse bura koi nahin hoga Woh kutte ki maut marega Tune yeh kiya to tu mere mara muh dekhegi Apne aap ko police ke hawaale kar do. Apne hathiyaar phenk do Keshto: Hi-HEEYAAHH! Har kutte ka din aata hai Mai tumahara aihsaan zindagi bhar nahin bhoolonga Itnay paise tum kahan sey laiye ? Bacchhhhaaaooooooooooo....... Police mere peeche lagi hui hai .. Bataao kya keemat hai tumhari ? Tum mere liye mar chuke ho Maine do din se kuch nahi khaya, ek roti ka tukda de do na. Ghar mein do-do jawaan betiyaan hein Lo! - Muh meetha karo Waada karo ke hamesha mere rahoge ? Khabardaar jo mujhe haath bhi lagayaa .. Aarre! isse to tez bukhaar hai Maa tum kitni achi ho Bhaiyaaa! Yeh aap kya keh rahen hein, bhai sahab? Uska dosh sirf itna hai key wo gharib hai ! Aaj Pinky ka janam din hai Gurkha, isse dhakke maarke bahar nikaal do Mai yeh tumhaara aihsaan zindagi bhar nahin bhoolonga Yeh anyay hai Bhagwan Driver, gaadi roko Police ko tum jaise naujawaanon per naaz hai Ab tumhari maa hanmare kabze mein hai Ek baar mujhe maa kehkar pukaro beta Yeh khoon maine kiya hai, melod! Bhaagne ki koshish mat karna Mujhe tumhaare is behte hue khoon ki kasam .... Yeh sauda tumhe bahut mehnga padega Maa, mai first class first pass ho gaya hoon Beti, tu to paraya dhan hai. Viiijjjjaaaaayyyy !! Pesh hai duniya ke jaane-maane kalakaar, Miss Renu Zabaan ko lagaam do .. Hume tedi anguli se ghee nikaalna aata hai Kutte ki dum tedi-ki-tedi hi rehti hai Bhabhi, tumhare haath ki chai peene ko man kar raha hai Chun Chun ke maaroonga, ek-ek ko chun chun ke maroonga Tune mere peeth pe chura bhoka hai Bhagwaan ke liye mujhe chhod do! Aaare bhagwaan ke liye chhod doon to mai kya karoon? Tum jis thali me khate ho, usi me ched karte ho. prasaad khao Betaa? Wo jab tak ghar na aaye, main khana nahin khaoongi. Aaj Karwa choud hai. Jaaneman, zara ghunghat to hataao ? kaan khol kar sun lo ..... tum akele nahin ho, main jo tumhare saat hoon aarder aarder (translation: order, order (judge in court room scene) ) bees saal pehle diwali ki raat .... Rai Bahadur or Rana saab etc goes Tumhre pas kya nahin hai heera,jawaharat,naukar,chakar,gadi,bangala, paisa. Phir bhi tumhe is do take ki ladki/ladke ko is ghar ki bahu/damaad banana chahte ho ?